Close Menu

    Subscribe to Updates

    Get the latest creative news from FooBar about art, design and business.

    What's Hot

    Comedy Boosts Bollywood: From Bhooth Bangla to Golmaal & De De Pyaar De

    April 30, 2026

    Traditional vs App-Based House Help: Which One Is Better for Modern Homes?

    April 30, 2026

    Ephemeral Meaning Explained: How to Use It and the Rise of ‘Sonder’ in Modern Language

    April 30, 2026
    Facebook X (Twitter) Instagram
    Spectores
    • Home
    • Automotive
    • Business
    • Construction
    • Entertainment
    • Finance
    • Contact Us
    Spectores
    Home » Namaz-e-Janaza Padhne Ka Tareeka: Aasaan Tareeqe Aur Ahmiyat
    Education

    Namaz-e-Janaza Padhne Ka Tareeka: Aasaan Tareeqe Aur Ahmiyat

    GlenBy GlenSeptember 14, 20244 Mins Read
    Namaz-e-Janaza Padhne Ka Tareeka: Aasaan Tareeqe Aur Ahmiyat

    Table of Contents

    Toggle
    • Namaz-e-Janaza Ka Taroof
    • Namaz-e-Janaza Padhne Ka Tarika
    • Namaz-e-Janaza Ki Fazilat
    • Namaz-e-Janaza Mein Padhne Wale Dua
    • Balig Mardo Ki Dua
    • Na Baligh Ladki Aur Ladka Ke Liye Dua:
    • Conclusion

    Namaz-e-Janaza Ka Taroof

    Namaz e janaza ka matlab hota hai ki jo namaz ham kisi murde ke liye padha jata hai uss namaz ko namaz e janaza kehte hai ye namaz sirf mard hi padh sakte hai aurat nahi . Namaz e janaza ke liye azan nhi hota . Namaz e janaza balig mardo aur aaurto ki liye alag dua hoti hai aur Na baligh bachcho ke liye alag dua hoti hai .

    Namaz-e-Janaza Padhne Ka Tarika

    Sabhi namaz ki tarah hum sabse pehle niyyat karenge. Imam ke “Allahu Akbar” bolne ke baad muqtadi “Allahu Akbar” bol ke dono haathon ko bandhenge. Uske baad Sana padhenge. “A’uzu billahi minash shaitan nir rajeem, Bismillahir Rahmanir Raheem” padhenge. Phir hum Surah Fatiha padhenge. Surah Fatiha ke baad doosra surah padhenge, doosra surah parhna sunnat hai.

    Doosri baar jab Imam “Allahu Akbar” bole to chaahe aap haath utha sakte hain ya phir haath bandhe rahenge. Haath uthana Abdullah bin Umar (RA) se sabit hai. Doosri baar “Allahu Akbar” bolne ke baad hum Durood Shareef padhenge. Durood-e-Ibrahim parhna sabse afzal hai.

    Doosri takbeer ke baad, jab Imam teesri takbeer padhe to chaahe aap haath utha sakte hain ya phir haath bandhe rahenge. Teesri takbeer ke baad aap dua padhenge. Bohat saari duain hain jinme se aap koi bhi ek dua parh sakte hain. Phir Imam ki chauthi takbeer bolne ke baad chaahe aap haath utha sakte hain ya phir haath bandhe rahenge.

    Aakhir mein “Assalamu Alaikum wa Rahmatullah” bolein, phir daayein taraf mooh pherein, phir “Assalamu Alaikum wa Rahmatullah” bolein aur baayein taraf muh pherein.

    Is tareeke se hum Namaz-e-Janaza mukamal karenge. Ab hum janazah ke baad qabr mein mitti daalne ki dua padhenge.

    Namaz-e-Janaza Ki Fazilat

    Rasoolallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki jis shaksh ne kisi  musalman ki janaze ki namaz padhi toh usko ek kirat Azar milega ,yani wahud pahad ke barabar. Aur jis musalman ne kisi musalman ne janaze ki namaz padhi aur usne dafnaya bhi toh usko do kirat ka Azar milega.

    Namaz-e-Janaza Mein Padhne Wale Dua

    Namaz -e janaza baligh ke liye alag aur na balig ke liye alag hoti hai balig ke liye ki dua

    اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِحَيِّنَا وَمَيِّتِنَا وَشَاهِدِنَا وَغَائِبِنَا وَصَغِيرِنَا وَكَبِيرِنَا وَذَكَرِنَا وَأُنْثَانَا. اللَّهُمَّ مَنْ أَحْيَيْتَهُ مِنَّا فَأَحْيِهِ عَلَى الْإِسْلَامِ، وَمَنْ تَوَفَّيْتَهُ مِنَّا فَتَوَفَّهُ عَلَى الْإِيمَانِ.

    Allahumma aghfir li hayyina wa mayyitina wa shahidina wa gaibina wa sagheerina wa kabeerina wa dhakarina wa unthana. Allahumma man ahyaytahu minna fa-ahyihi ‘alal Islam, wa man tawaffaytahu minna fa-tawaffahu ‘alal Iman.

    Balig Mardo Ki Dua

    Allahhumma magfirli haiyina va maiyitina wa shahidina wa gaibina ssagirina wa kabirina wajah rina wa unsana allahhumma man ahyaitahu minna faah yahi all islami wa man tawffaithu minn fatwaffhu all iman

     Tarjuma : Ye Allah! Bakhsh de hamare har zinda ko aur hamare har foot shuda ko, aur hamare har haazir ko aur hamare har gaib ko, aur hamare har chhote ko aur hamare har bade ko, aur hamare har mard ko aur hamari har aurat ko. Ya rab  Tu hum mein se jisko zinda rakhe to usko Islam par zinda rakh, aur hum mein jisko maut de to usko imaan par maut de.

    Na Baligh Ladki Aur Ladka Ke Liye Dua:

    Allahumma aj’lha lana faratan wa aj’lha lana ajra wa dhukhra, wa aj’lha lana shafi’atan wa mushffa’an

    Namaz-e-Janaza ka matlab hota hai ki jo namaz kisi murda insan ke liye padhi jati hai, use Namaz-e-Janaza kehte hain. Ye namaz sirf mard hi padh sakte hain, aurat nahi. Namaz-e-Janaza ke liye azan nahi hoti. Namaz-e-Janaza balig mardon aur auraton ke liye alag dua hoti hai aur na baligh bachon ke liye alag dua hoti hai.

    Tarjama: Ilahi, is (ladki/ladka) ko hamare liye aage barh kar saman lane wali bana de aur isko hamare liye ajr (ka mazdoor) aur waqt par kaam aane wali bana de aur isko hamari sifarish karne wali bana de aur wo jiski sifarish manzoor ho jaye.

    Conclusion

    Namaz-e-Janaza ek ahem farz hai jo hum apne musalman bhai ya behen ki wafat ke baad ada karte hain. Is namaz ka maqsad murda ke liye dua karna aur uske liye Allah se maghfirat talab karna hota hai. Namaz-e-Janaza ka tarika mukhtasir hai lekin ismein har takbeer aur dua ka apna ek maqam hai. Yeh namaz mardon ke liye farze kifaya hai, jab ke auraton par yeh  nahi hai. Namaz-e-Janaza ki khas fazilat hai, Rasoolallah (saw) ne is namaz ki adaigi par bepanah ajar ka waada farmaya hai, jo insan is namaz mein shirkat karta hai uske liye Allah ke hazoor ek kirat ke barabar sawab likha jata hai. Is liye, is namaz ko ada karna hum sab ke liye ek bohot badi naiki aur zimmedari hai.

    Namaz Namaz e janaza
    Glen

    Latest Posts

    Comedy Boosts Bollywood: From Bhooth Bangla to Golmaal & De De Pyaar De

    April 30, 2026

    Traditional vs App-Based House Help: Which One Is Better for Modern Homes?

    April 30, 2026

    Ephemeral Meaning Explained: How to Use It and the Rise of ‘Sonder’ in Modern Language

    April 30, 2026

    Morse Code Day: How Dots and Dashes Changed Communication

    April 30, 2026

    Meta Layoffs 2026: 8,000 Cuts Announced but 14,000 Jobs Impacted

    April 30, 2026
    Facebook X (Twitter) Instagram
    Latest Posts

    Comedy Boosts Bollywood: From Bhooth Bangla to Golmaal & De De Pyaar De

    April 30, 2026

    Traditional vs App-Based House Help: Which One Is Better for Modern Homes?

    April 30, 2026

    Ephemeral Meaning Explained: How to Use It and the Rise of ‘Sonder’ in Modern Language

    April 30, 2026

    Morse Code Day: How Dots and Dashes Changed Communication

    April 30, 2026

    Meta Layoffs 2026: 8,000 Cuts Announced but 14,000 Jobs Impacted

    April 30, 2026
    Copyright © 2024. All Rights Reserved By Spectores

    Type above and press Enter to search. Press Esc to cancel.